
الكلمات
اختر حتى ستة أسطر لتصنع بطاقة.
Kuchh Kar Guzarne Ko Khoon Chala Khoon Chala
Aankhon Ke Sheeshe Mein Utarne Ko Khoon Chala
Badan Se Tapak Kar, Zameen Se Lipatkar
Galiyon Se Raston Se Ubharkar, Umadkar
Naye Rang Bhar Ne Ko Khoon Chala Khoon Chala
Khuli-Si Chhot Lekar, Bari-Si Tich Lekar Ahista Ahista
Sawaalon Ki Ungli, Jawaabon Ki Mutthi
Sang Lekar Khoon Chala
Kuchh Kar Guzarne Ko Khoon Chala Khoon Chala
Aankhon Ke Sheeshe Mein Utarne Ko Khoon Chala
Badan Se Tapak Kar, Zameen Se Lipatkar
Galiyon Se Raston Se Ubharkar, Umadkar
Naye Rang Bhar Ne Ko Khoon Chala Khoon Chala
Khoon Chala... (6)
حدّد أسطرًا لمشاركتها. يمكنك تحديد 6 أسطر كحد أقصى. تنقّل بين الأسطر بمفاتيح الأسهم، واضغط المسافة للتحديد، وShift مع الأسهم لتحديد نطاق، وEscape لمسح التحديد.