İçeriğe geç
Kabhi Neem Neem kapağı

Şarkı

Kabhi Neem Neem

A.R. Rahman, Madhushree

Yuva (Original Motion Picture Soundtrack), Sanskrit

Sözler

Kart yapmak için en fazla altı dize seç.

Kabhi Neem Neem
kabhi Shahad Shahad
kabhi Naram Naram
kabhi Sakht
mora Piya Mora Piya Mora Piya
nazron Ke Teer
mai Basa Hai Pyar
jab Bhi Chala Hai Wo Dil Ke Paar
lajja Se Mare Re Ye Jiya
bai Raagi Man Tera Hai Saheli
mere Seene Mein Hai Quaid Who Ab Jee
preet Ki Raakhon Laaj Aye Mere Rab
rushwa Huyi To
duniya Hasi To
lajja Se Marer Rer Ye Jiya
shondha Ki Ye Laali
mukh Chamkaye
sondhi Sondhi Khushboo
man Behkaye
zulfon Ki Raina Phir Kyun Na Chaaye
chaand Sitaren
dhenge Saarey
lajja Se Mare Re Ye Jiya